Peer-e-Kaamil | Roman Urdu | Umera Ahmed | Episode 111

Disclaimer

This book is transliteration of Umera Ahmed’s masterpiece Peer-e-Kaamil WITHOUT HER PERMISSION.

This is only for those readers who understand Urdu but can’t read it. On Goodreads, some people asked meabout Roman transliteration of Peer-e-Kamil. I couldn’t find it, so I made a mental note to try and make it available to others for free when I get time. Then I forgot about it because I never get time.

And this morning, I got this book. Some kind soul had enough time to transliterate, print, and spiral bind and bring it home.

Anyone interested in reading the roman version can borrow from me.

And those online can read it here.

P.S. This is NOT English translation. If you want that, it’s available on Amazon.


Jalaal Ansar se mulaqaat ke baad wo apne ehsasaat ko koi naam dene mein nakaam ho raha tha. Kya use apne pachtaawey se aazad ho jana chahiye? Kyun ke Jalaal ne ye kaha tha ke Salar bich mein na aata to bhi wo Imama se shadi nahin karta aur Jalaal Ansar se baat karne ke baad use ye andaaza ho gaya tha ke Imama ke liye us ke ehsasaat mein koi gehraai nahin thi magar ye shayad us ke lye bahot se naye sawalaat paida kar raha tha. Wo Jalaal se aaj mila tha. Dedh saal pehle usne Jalaal ke sath is tarah baat ki hoti to shayad us par hone wala asar mukhtalif hota. Tab Imama ke iye us ke ehsasaat ka paimaana mukhtalif hota aur shayad dedh saal pehle wo Imama ke barey mein is bey hisi ka muzaahera na karta jis ka muzaahera usne ne aaj kiya tha. Wo ek zehni roo mein apne kandhon se bojh hat’ta hua mehsoos karta aur agli zehni roo use phir uljhan ka shikaar kar deti.


Next episode:

https://theothermeunfolded.com/blog/peer-e-kaamil-roman-urdu-umera-ahmed-episode-112/



Prev episode:

https://theothermeunfolded.com/blog/peer-e-kaamil-roman-urdu-umera-ahmed-episode-110/



Stay tuned for more book reviews. 

Until next time, happy reading!

~~~

Want more of my trademark philosophy daily? Do three things, not necessarily in that order.

Subscribe to my blog.
Find  my books on Amazon.
Show some love!

Shabana Mukhtar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *