Episode 1
Episode 2
Episode 3
Episode 4
“Your looks are your first introduction, the other is your words. You can better your second impression.” Nasaaz says to Parizaad.
Episode 5
Episode 6
Episode 7
Episode 8
“Main apni nazmein ek lafzon ke saudagar ke paas bech aaya.” Parizaad to Saeeda.
Episode 9
Episode 10
Episode 11
Episode 12
“Doosra mauqa dene ka qayal nahin hoon main. I don’t believe in giving second chances.” Behroz says to Laila.
“Sahilon se palatne mein itni der nahi karni chahiye. In sahilon mein bade toofan chhupe hote hain,” Behroz Kareem tells Parizaad.
Episode 13
NONE
Episode 14
“Main inko dikhana chahti hoon ki afsar sirf afsar hota hai, mard ya aurat nahin,” Badar Muneer says.
Episode 15
Episode 16
Episode 17
“Woh Sultan ibn-e Sultan thhe, main Ghulaam ibn-e Ghulaam.” Parizaad says.
Episode 18
Parizaad to Kamaali: Seth Rehman jaise saudagaron ki dalali karna choR do.
Parizaad to his brothers: Aap log meri fikr na karein. Mujhe kaRwai baaton ki aadat ho chuki hai.
Parizaad to Mashal’s mother: In takey-takey ke logo ke saamne apni beti ko ruswa ne karien.
Episode 19
“Jis ne paya us ne pakar mitti kar diya, aur jis ne nahin paya wo khud mitti ho gaya.” the old man who owns the antique shop to Parizaad.
“Jisse mohabbat ho, us se shaadi nahin karna chahiye,” Kamali says.
Episode 20
Episode 21
Khud ko tarteeb diya aakhir az sar-e-nau
tera inkaar zindagi mein bahot kaam ayaa
Episode 22
“Mujh jaise logon ko dushmano ki zarurat nahi hoti,” Parizaad says.
“I won’t exploit your weak moments. Whatever I have, it is less than one teardrop of yours. I can write it to your name if you want. Don’t belittle yourself,” Parizaad tells Naheed.
“Mohabbat mein anaa na ho to mohabbat mohabbat nhai rehti bakhshish ya bheek ban jati hai,” Kanwal says to Naheed.
“Mohabbat sarahe jana chahti hai,” Naheed replies.
“Ek kamyab mard ki mohabbat ka alag hai khumar hota hai. Hara hua mard sirf faryad kar sakta hai.” Naheed says.
“Mohabbat ek baar mard ki dastaras mein aa jaye tonlh rafta rafta apni ahmiyat kho dheti hai.”
Episode 23
“Mithas ab zindagi mein chai mein hi reh gayi hai,” Ahmad Nasaaz says.
Episode 24
“Waqt padne par bada saffak hona padta hai,” Behroz Kareem tells Parizaad. “Doston ke saath dost and dushmano ke saath dushman.”
Episode 25
Guru: Shahr ke saare geedar tere khilaf ikattha ho gaye hain.
Parizaad: Sarghana kaun hai?
Guru: Seth Shahbaz
“Agar apnon ko khone ki himmat nahin hai toh phir jang kyun chedte ho?” Parizaad asks Seth Shahbaz.
Episode 26
Tumhara dil bhi ab mere dil ki tarah jhoot bolne laga hai, Parizaad tells Nasaaz.
Nasaaz: mohabbat aur Jung mein sab jayez hai.Parizaad: Yeh mohabbat hai, jung nahinNasaaz: Mohabbat se badi koi jung nahin. Jo raqeeb par rahem kare uski mohabbat mein khot hai.